Download Ehd-e-Wafa OST Rahat Fateh Ali Khan in MP3. This is one of the most awaited OST of the current time and also famous by its lyrics "Sub Ehd-e-Wafa kay naam kiya". This is the second title song of the army drama. Its lyrics has been written by Imran Raza. It is more famous than the original OST of the drama as it contain some sad poetry.

Rahat Fateh Ali Khan has sung this song very well. The lyrics, voice and light music of this song can make any person to cry. As compare to official title song of the drama, the lyrics of this song is very emotional where the other song is full with friendship, high music and energy.

On 14th March 2020, you will able to watch the last episode of Ehd-e-Wafa. The drama has to end some day but I am sure that no its beautiful songs which will be play for decades in the future. You can download full OST in mp3 below:

Download FULL Ehd-e-Wafa OST Rahat Fateh Ali Khan Song mp3

Lyrics of Ehd-e-Wafa OST Rahat Fateh Ali Khan

Kesay mano hay tu juda mugh say
Soch ker dil nidhal hota hay
To nahi samnay magar phir bhi
Dil main tera khayal hota hay
Teri aik adda kay naam kiya
Sub Ehd-e-Wafa kay naam kiya

Ankhoon kay dar pay bethay hain
Kuch yaar poranay or aik tum
Dil say ho ker guzray meray
Woh betay zamanay or aik tum
Teri aik adda kay naam kiya
Sub Ehd-e-Wafa kay naam kiya

Yaroon kay sukh bhi or ghum bhi
Teri yadoon kay yeah mousam bhi
Ankhoon main utara yeah num bhi
Yeah rasta bhi or hum dum bhi
To lagta hay piyara itna
Is meray dil main hay jitna
Teri aik adda kay naam kiya
Sub Ehd-e-Wafa kay naam kiya

Jenay ki baat say yaad aya
Kiss haal main tum rehtay hogay
Jo kehsaktay thay bus mugh say
Kiss ko ja ker kehtay hogay
Aik dil hi bacha tha pass apnay
Woh bhi hum haar kay ay hain
Aik teray hontoon kay sadqay
Sub khushiya waar kay ay hain
Rang ankhoon ka teri yaadon sa
Woh lehja teri batoon ka
Woh khushbo teray anay ki
Woh dhaga teray wadoon ka
To lagta hay piyara itna
Is meray dil main hay jitna
Teri aik adda kay naam kiya
Sub Ehd-e-Wafa kay naam kiya

Download FULL Ehd-e-Wafa OST Rahat Fateh Ali Khan in mp3 and Lyrics